Saturday, 25 February 2017

Whatsapp New Update Features Hide Status Update / See Contacts

Hello Dosto is Video mein ne samjaya hai ki WhatsApp Ke New Features mein ka ka hai aur kaise aap apne Status update kar sakte ho ya Contact kaise dekh sakte ho kaise privacy setting kar sakte ho.New whatsapp ke update 2017 ke bare mein samjaya hu .



Hello Friends in this video i am explaining how to use whatsapp new update features 2017 how can you update your status or how to see contact in whatsapp or how to set privacy setting and hide your status update notification.



If you like my videos hit Like,Share & Subscribe :) yeh also don't forgot to comment :)



Thursday, 23 February 2017

JIO Prime Offer Unlimited Data Till March 2018

Hello Dosto is video mein jio ke bare mein bataya hai ki jio ka naya offer kya hai kya hoga happy new year offer end hone ke baad .kaise aap unlimited data use kar payenge etc.Toh dosto jio ne ek aur offer nikala hai jio prime ke naam se jisme aapko reliance jio ki Prime membership leni hogi.



Hello Friends in this video i am talking about new jio prime offer .IN this jio prime offer you have take a membership of jio prime from 1st march to 31st March.After Being a Jio Prime Member you can use all jio premium apps ,voice call, roaming etc .



If you like my videos hit Like,Share & Subscribe :) yeh also don't forgot to comment :)





Wednesday, 22 February 2017

Share Android WiFi connection to Android via Bluetooth - Bluetooth Tethe...

Hello Dosto is video mein ne bataya hai ki kaise aap apne android mobile ke wifi internet connection ko apne dusare android phone mein share kar sakte ho.agar aapko apne mobile ke internet ko share karna hai dusare phone se aur aapke dusare phone ka wifi nahi chal raha hai toh aap bluetooth tethering ke help se apne internet ko dusare phone mein share kar sakte ho.





Hello Friends in this video i am talking about how can you share your android mobile wifi internet connection to your or others android phone.you can use this when your first phone is connected to WiFi but second phone WiFi its not working that time you can use Bluetooth tethering to share you mobile internet.using Bluetooth tethering you can share your WiFi connected device internet and also if can share your mobile data internet also.



If you like my videos hit Like,Share & Subscribe :) yeh also don't forgot to comment :)



Monday, 20 February 2017

Control PC with your Android Mobile

Hello Dosto is video mein ne dikhaya hai ki kaise aap apne computer ko apne mobile se operate kar sakte ho ya kisi ke bhi computer ko apne mobile se operate kar sakte ho. mein yaha se ek software ke bare mein baat ki hai jiska naam hai teamviewer jo ki kafi accha hai software hai .aap is software ki help se kisike bhi computer ko ya apne computer ko remotely operate kar sakte ho .aap kahi pe bhi ho toh bhi aap is software ka use kar sakte hai aur kisi ki help bhi kar sakte hai unke computer mein .



Hello Friends in this video i am showing you how to control your computer or others computer/pc with your android phone.here i am showing you a software name Teamviewer with the help of that software you can share your pc screen with your android phone or you can see your friends computers with your android phone in this way you can help anybody with that computer.



If you like my videos hit Like,Share & Subscribe :) yeh also don't forgot to comment :)





Saturday, 18 February 2017

Share Internet Via Bluetooth -Android Bluetooth Tethering

Hello Dosto aaj is video mein meine bataya hai ki aap apne Android mobile ke internet ko kaise apne computer / pc mein share kar sakte hai bluetooth ki help se. Share mobile internet to pc via bluetooth tethering use kar ke.agar aapka android mobile wifi se connect hai toh bhi aap bluetooth se share kar sakte hai apne laptop mein.



----------------------------------------------------------------------------------------------------------



Hello Friends in this video i am showing you how to share your android mobile internet to your computer or laptop.





Wednesday, 15 February 2017

Download Aadhar Card Online without any details

Hello Dosto aaj ke is video mein ne aapko bataya hai ki kaise aap Aadhar card ko online download kar sakte hai without any details matalb agar aap ke pass aadhar number nahi hai ya enrollment number nahi hai toh bhi aap apna aadhar card onine download kar sakte hai .Aagar aap ka aadhar card loss ho gaya hai aur aapko aapka aadhar number bhi pata nahi hai toh aise case mein aap is tarah se aapna aadhar card online download kar sakte hai .yaha se aap duplicate aadhar card bhi download sakte hai.



Tuesday, 14 February 2017

Aadhar Card Update/ Correction Online [Hindi]

Hello Dosto aaj is video mein ne aapko bataya hai ki kaise aap apne Aadhar Card ko online update kaise kar sakte hai ya Aadhar Card online Correction kar sakte hai .Aapko Aadhar card update karne ki jarurat kyu padegi toh dosto ho sakta hai ki aapke Aadhar card banke aya ho toh us mein aapka name mistake ho ya aapko aadhar card mein address change karna ho ya correct karna ho ya Aadar card mein Mobile number update karna ho yehse hi bahut kuch kar sakte hai jaise Email id change karna ho ya date of birth change karna ho  yeh sab aap online kar sakte hai.jab aap aadhar card banaye the toh ho sakta hai ki usme kafi mistake ho toh ab aap online reqest de sakte ho.





Monday, 13 February 2017

Mx Player No Audio In Video [Ac3 Not Supported] [Hindi]

Hello Dosto aaj mein is video mein aap ko bataya hai ki kaise mx player video mein jab aap koi movie ya video dekh rahe ho aur usme audio nahi sunai de aur error aye ki Mx Player Audio Ac3 Not Supported ya This audio format AC3 not supported .mein aap ko bata du yeh error is liye hai kuyki mx player ac3 audio format ko support nahi karta hai.toh is video mein yeh dekh sakte hai ki kaise mx player mein custom codec kaise daal sakte hai.aur yeh problem ko slove kar sakte hai.





Wednesday, 8 February 2017

How to Disable & Enable PenDrive Access in Computer [Hindi]

Hello Dosto is video mein bata raha hu ki aap apne Pendrive ko kaise block kar sakte hai aur unblock kar sakte hai.humko pendrive acces is liye block rakhna chahiye taki koi aapse puche bina aap ke computer ya laptops se koi kuch copy na kar sake ya toh aisa bhi ho sakta hai ki unke pendrive mein virus ho jisse aapka computer mein virus aa sakta hai aur computer kharab ho sakta hai.





Monday, 6 February 2017

Youtube Monetization Under Review [Solved][HIndi]

Hello Dosto aaj mein ne is video mein bataya hai ki kaise aap Youtube ke videos pe agar monetization under review aye toh kaise slove kar sakte hai .Agar aap youtube pe video upload karte ho aur earning karte ho toh aap is video ko pura dekhe ki kaise agar aap ka youtube video monetization under review mein chala jaye toh kaise slove kar sakte hai .





Saturday, 4 February 2017

How To Add Background Music in Powerpoint Presentation [Hindi]

Hello Dosto is video mein ne bataya hai ki kaise aap powerpoint presentation banate samay background music add kar sakte hai aur apne presentation ko aur bhi accha bana sakte hai .mein powerpoint 2007 use kar raha hu.